Aasmaan ke taare aksar pucha karte hai, kya tumhe ab bhi intezaar hai uske laut aane ka, aur dil muskura ke kehta hai, mujhe to ab bhi yakeen nahi uske jaane ka. Honth nahi keh sakte jo afsana dil ka, Shayad nazar se wo baat ho jaye, Iss umeed se karte hai intezaar raat ka ki, Shayad sapno me mulaqat ho jaye. Aur shayad har raaz ko khulkar batana yun hi tha. Chand sa hai mukhda, Mere jigar ka tukda. Beet gaya aane se pehle, Waqt kisi ka na hua.
nest...